Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAarti (1962)
HomeAarti (1962)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya ke mere dil pe padha tha koyi ghum ka saaya aapne yaad dilaaya main bhi kya cheez hoon khaaya tha kabhi teer koyi dard ab jaa ke utha chot lage deir huyee tumko humdard jo paaya to mujhe yaad aaya ke mere dil pe padha tha koyi ghum ka saaya aapne yaad dilaaya main zameen par hoon na samjha na parakhna chaaha aasmaan par ye kadam jhoom ke rakhna chaaha aaj jo sar ko jhukaaya to mujhe yaad aaya ke mere dil pe padha tha koyi ghum ka saaya aapne yaad dilaaya maine bhi soch liya saath nibhaane ke liye door tak aaoungi main tumko manaane ke liye dil ne ehsaas dilaaya to mujhe yaad aaya aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya
ab kya misaal doon main tumhare shabaab ki insaan ban gayi hai kiran maahtaab ki ab kya misaal doon chehre mein ghul gaya hai haseen chaandni ka noor aankhon mein hai chaman ki jawaan raat ka suroor gardan hai ik jhuki huyi daali daali gulab ki ab kya misaal doon main tumhare shabaab ki ab kya misaal doon gesu khule to shaam ke dil se dhuan uthe chhoo le kadam to jhuk ke na phir aasman uthe sau baar jhilmilaye shamma shamma aaftaab ki ab kya misaal doon deewaar o dar ka rang ye aanchal ye pairhan ghar ka mere charaag hai boota sa ye badan tasveer ho tumhin mere jannat ke jannat ke khwaab ki ab kya misaal doon main tumhare shabaab ki insaan ban gayi hai kiran maahtaab ki ab kya misaal doon
aye hey baar baar tohe kya samjhaye paayal ki jhankaar hooo aye hey baar baar tohe kya samjhaye meri paayal ki jhankaar baar baar tohe kya samjhaye baar baar tohe kya samjhaye paayal ki jhankaar kya tere bin saajan laage na jiya humaar tere bin saajan laage na jiya humaar chhup chhup ke karta hai ishaare chanda sau sau baar kya aa tohe sajani le chalun nadiyaa ke paar tere bin saajan laage na jiya humaar chalte chalte ruk gaye kyun sajan mere chalte chalte ruk gaye kyun sajan mere milte milte jhuk gaye kyun nain tere jhuke jhuke naina karte hai jhuke jhuke naina karte hai tumse ye iqraar kya tere bin saajan laage na jiya humaar aa tohe sajani le chalun nadiyaa ke paar dariya upar chandani aayi sambhal sambhal dariya upar chandani aayi sambhal sambhal inn lehron par mann mera gaya machal machal ek baat kehta hoon tumse ek baat kehta hoon tumse na karna inkaar kyaaa aa tohe sajani le chalun nadiyaa ke paar tere bin saajan laage na jiya humaar na beeten ye raat hum
aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa bane ho ek khaak se to door kya kareeb kya bane ho ek khaak se to door kya kareeb kya bane ho ek khaak se to door kya kareeb kya lahoo kaa rang ek hai ameer kya gareeb kya bane ho ek khaak se wohi hai jaan wohi hai tann kahaan talak chhupaaoge wohi hai jaan wohi hai tann kahaan talak chhupaaoge pehan ke reshami libaas tum badal naa jaaoge ke ek jaat hain sabhi ke ek jaat hain sabhi to baat hai ajeeb kya lahoo kaa rang ek hai ameer kya gareeb kya bane ho ek khaak se gareeb hai wo isliye ke tum ameer ho gaye ke ek baadshah hua to sau faqeer ho gaye khata ye hai samaaj ki khata ye hai samaaj ki bhala bura naseeb kya lahoo kaa rang ek hai ameer kya gareeb kya bane ho ek khaak se jo ek ho to kyun naa phir dilon kaa dard baant lo jo ek ho to kyun naa phir dilon kaa dard baant lo labon ki pyaas baant lo ruhon ki dard baant lo laga lo sab ko tum gale laga lo sab ko tum gale habeeb kya raqeeb kya lahoo kaa rang ek
haa haa haaa aa haa haaa lara lara lara lara aa haa kabhi to milegi kahin to milegi bahaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi kabhi to milegi kahin to milegi bahaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi lambi hi sahi dard ki raahen dil ki lagan se kaam le aankhon se iss tufaan ko pee jaa aahon ke baadal thaam le door to hai par door nahin hai door to hai par door nahin hai nazaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi aa haa haaa aa haa haaa haa lara lara lara lara aa haa maana ke hai gehra andhera gum hai dagar ki chaandani maili na ho dhundhali pade na dekh nazar ki chaandani daale huye hai raat ki chaadar daale huye hai raat ki chaadar sitaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi
Woh Teer Dil Pe Chala
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aapne Yaad Dilaaya To Aarti (1962) 03:49 12593
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:49   Song Number : 12593   

Ab Kya Misaal Aarti (1962) 03:28 20094
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:28   Song Number : 20094   

Baar Baar Tohe Kya Samjhaye Aarti (1962) 05:09 12594
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Pradeep Kumar
Duration : 05:09   Song Number : 12594   

Bane Ho Ek Khaak Se Aarti (1962) 04:44 12595
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:44   Song Number : 12595   

Kabhi To Milegi Kahin Aarti (1962) 02:59 20710
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:59   Song Number : 20710   

Wo Teer Dil Pe Chala Aarti (1962) 04:26 38013
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
On Screen Actors- 
Mehmood, Vijaya Chaudhari
Duration : 04:26   Song Number : 38013